Monday, June 11, 2018

Jeevan parichay

My dear friends my blogs you welcome

Sir mera janam 1/7/1994 ko rajasthan ke bhilwara district ke chote se village me hua tha or me class 1 se 8 tak padha fir baad me meri aarthik situation bahut weak thi mere papa ka acsedente ho gaya tha jisme unko koi jayada hani nahi hui or unka ek hand fakchar ho gaya tha jiske kaaran wo kam dandha nahi kar sakthe the or isi kaaran se mere ko rojghar ke liye idhar udhar bhatkana padata tha bhatkana firna bhi wajib tha kyo ki me kuch kam Bhi nahi janta tha fir usi samay summer holidays ki vacation thi isi kaaran vans mere ko mere village se 4-5 km dur kal-karkhane or factroya thi to or kuch jankari to thi nahi or kuch kam Bhi nahi janta tha to fir summer holidays ki vacation me mera ek dost tha jo uska name sataynaryan jat jo baat karta tha mere ko 12 hour's ke 80 rs per day dathe hai or 12 baje take hi kam karana Padtha hai fir baad me so jathe hai to wo 80 rs bhi mere ko bahut jayada lag rahe the kyo ki wo mere hisabh se wo bahut hi jayada hai uske baad mere uncle ne mujh unhi ke kam me lake Gaye the jo paas me hi wo factory thi to wo mujhe kam sikhane ke liye lakar jaathe the or fir 1-2 mahine mere kam Sikha diya tha to fir me permanently kam karane lag gaya tha to ye tha mera jeevan parichay

No comments:

Post a Comment

News dog

http://ndog.co/h/efvouf/